Allah (S.w.t.) HooAllah Hoo , Allah Hoo , Allah Hoo .....4
Chand Taron Ki Shaane Jamali Me Tu.....2Subz Patton Me Phoolon Ki Lali Me Tu.....2Ghoshe Ghoshe Me Tu Bali Bali Me TuTehni Tehni Me Tu Dali Dali Me TuBote Bote Me Gul,.....2 Gul Me Bu Bu Me Tu
Allah Hoo , Allah Hoo , Allah Hoo .....4
Yun To Har Ek Nabi Tujhse Mansoob Hai.....2Tera Bheja Hua Hai Bahut Khoob Hai.....2Han Magar Un Me Ek Tera Mehboob HaiJis Ki Har Ek Ada Tujhko Marhoob HaiTera Mehboob Woh.....2 Uska Mehboob Tu
Allah Hoo , Allah Hoo , Allah Hoo .....4
Dakhla Mumkin Nahi Tere Asrar Me.....2Kisko Yara Bhala Teri Sarkar Me.....2Kisko Tabe Sukhan Tere Darbar MeHusne Yusuf Se Bik Jaaie Tere Baazar MeAur Nafse Nabi.....2 Ka Kharidar Tu
Allah Hoo , Allah Hoo , Allah Hoo .....4
Deed Kisko Maiyassar Teri Zaat Ki.....2Lakh Moosa Ne Tujhse Munajat Ki.....2Phir Bhi Tu Ne Na Unse Mulakat KiChup Ke Parde Me Ki Jub Kabhi Baat KiAur Mohammad (S.a.w.w.) Se Ki.....2 Ru Ba Ru Gufta Gu
Allah Hoo , Allah Hoo , Allah Hoo .....4
Har Fazilat Mohamaad (S.a.w.w.) Ke Ghar Bhejdi.....2Thi Jo Shay Khoob Se Khoob Tar Bheji.....2Inke Bhai Ko Teg E Dosar Bhej DiAur Malak Se Phir Uski Khabar Bhej DiLafata Ki Sada.....2 Abbhi Hai Char Su
Allah Hoo , Allah Hoo , Allah Hoo .....4
Guftugu Kab Khudaie Ke Lehje Me Ki.....2Kab Bhala Kibriaie Ki Lehje Me Ki.....2Kab Takabbur Badhai Ke Lehje Me KiYa(ha)n To Har Baat Bhi Ke Lehe Me KiAa Rahi Ti Nabi.....2 Ko Ukhuwat Ki Bu
Allah Hoo , Allah Hoo , Allah Hoo .....4
Thi Mohammad (S.a.w.w.) Ko Hairat Ke Kya Raaz Hai.....2Ya(ha)n To Koi Na Yaar Aur Na Gamsaz Hai.....2Phir Yeh Hai Kaun Yeh Kiski Aawaaz HaiYeh To Kuktch Mere Bhai Ka Aandaz HaiAai Khuda Sach Bata.....2 Yeh Ali (A.s.) Hai Ke Tu
Allah Hoo , Allah Hoo , Allah Hoo .....4
Jinko Apne Buzurgon Se Pasti Mili.....2Ilmo Irfan Ki Faka Masti Mili.....2Deeno Iman Ki Tang Dasti MiliApne Ajdad Se But Parasti MiliUnki Mehfil Me Bhi.....2 Aaj Hai Char Su
Allah Hoo , Allah Hoo , Allah Hoo .....4