Qasida

Ba Mansha e Rab e Jahan Khenchtey Hain

Qasida khwan: Mir Hasan Mir

Ba Mansha e Rab e Jahan Khenchtey Hain

Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.sBa Mansha e Rab e Jahan Khenchtey HainAli a.s Sarhad e Kun Fukaa’n Khenchtey HainWoh Daikho Palat ta Hai Maghrib Se SurajAli a.s Waqt Ki Doriyan Khenchtey HainHai Jis Hath Main Murtaza a.s Ki SawariUsi Se Abuzar Jahan Khenchtey HainYeh Ale Muhammad a.s Hain, Ale Muhammad a.sJo Sajdon’n Say Haq Kay Nishaan Khenchtey HainLikho Nooh a.s Tum Panch Ism e IlahiFarishtey Abhi BadBaa’n Khenchtey HainPisar Mang Rahib Yeh Daite RahaingeSakhi Hath Apna Kahan Khenchtey HainQayamat Main Daikha Qayamat Ka ManzarMuqasir Ki Mesum Zaba’n Khenchtey HainYeh Sajdo’n Main Sher e Khuda K Kashish HaiMakaa’n Sey Suwe La Makaa’n Khenchtey HainYeh Khaki Bashar Farsh e Majlis Bicha KarZameen Ki Taraf Asmaan Khenchtey HainNuseri Muqasir Rahein Apni Had MainWoh Mola Ko Kyun Darmiyaan Khenchtey HainTakallum Khuda e Sukhan kay Kalam SayShabeh e Imam e Zamaan a.s Khenchtey Hain

6 comments1 share

Like

Comment

Share

6 comments

Recite this kalaam in BAYAAZ

Distraction-free reading, offline access, and synced majlis sessions where everyone follows the same line.

Get the app