Yateem o gham naseebabadasto maan ghareeba (2)
Baba Janum Baba Janum Baba JanumBaba Janum Baba Janum Baba Janum
Mai Suye Zindaan Chali Ap ki Nazoon Ki Pali (2)Suye Zindaan Chali (2)
Baba Janum Baba Janum Baba Janum (2)
1) Kaafla Jab Suye Zindan Chala (2)Apny baba sy Sakina(s.a) ny Kahaho gya Quaid tmhara qun'baBaba daikho mera rassi my gala
Haye Meri Yateemi Haye Meri Ghareebi (2)Baba Janum Baba Janum Baba Janum (2)
2) Baba aik baar to ankhain kholoQuaidi beti ki ye halat daikhobaba aik baar Sakina(s.a) kh dobolo baba mery kuch to bolo
Haye Meri Yateemi Haye Meri Ghareebi (2)Baba Janum Baba Janum Baba Janum (2)
3) Baba pani ki mujhy aas nahimera saka mera Abbas(a.s) nahiAshk pi loon gi mujhy pyaas nahihum ko ye karbobala raas nahi
Haye Meri Yateemi Haye Meri Ghareebi (2)Baba Janum Baba Janum Baba Janum (2)
4) Baba aik baar sada do babaapny Nazdeek bula lo babashimr aata hy bacha lo babaapny daaman my chupa lo baba
Haye Meri Yateemi Haye Meri Ghareebi (2)Baba Janum Baba Janum Baba Janum (2)
Mai Suye Zindaan Chali Ap ki Nazoon Ki Pali (2)Suye Zindaan Chali (2)