Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina
Seenon Mein Gham Ho Sar Pe Alam HoBarhta Qadam Ho Matam Na Kam HoChalta Rahe Ye Karwan Barhta Rahe Ye Karwan
Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya HussainaChalta Rahe Ye Karwan Barhta Rahe Ye Karwan
Seenon Mein Gham Ho Sar Pe Alam HoBarhta Qadam Ho Matam Na Kam HoChalta Rahe Ye Karwan Barhta Rahe Ye Karwan
Ye Karwan Hai Ahl E Aza KaYe Karwan Hai Karbobala KaSar Pe Alam Hai Shah E Wafa KaYe Silsila Hai Sabr O Riza KaJab Tak Ye Dam Ho, Maula Ka Gham HoGham Ye Na Kam Ho, Har Ankh Nam HoMashk O Alam Ho PasbaanChalta Rahe Ye KarwanHussain Ya Hussain Ya Hussain Ya HussainaSeenon Mein Gham Ho Sar Pe Alam HoBarhta Qadam Ho Matam Na Kam HoChalta Rahe Ye Karwan Barhta Rahe Ye Karwan
Is Karwan Ka Hussain RehbarShamil Hain Is Mein Sheh Ke BahattarJinn O Malak Bhi Chalte Hain Mil KarShamil Hain Hum Bhi Adna Se NokarBazm E Aza Hai Raah E Wafa HaiSab Ki Sada Hai Sab Ki Dua HaiRoshan Rahe Ye KehkashanChalta Rahe Ye KarwanHussain Ya Hussain Ya Hussain Ya HussainaSeenon Mein Gham Ho Sar Pe Alam HoBarhta Qadam Ho Matam Na Kam HoChalta Rahe Ye Karwan Barhta Rahe Ye Karwan
Salam Tum Par Hussain WalonAy Azadaro Ay Gham GusaaroAli O Zehra Ke Jaan NisaroIshq E Nabi Ke Roshan SitaroAy Pursa Daro Ay SoagwaroGhazi Ke Pyaro Sheh Ke DulaaroTum Par Khuda Ho MeharbaanChalta Rahe Ye KarwanHussain Ya Hussain Ya Hussain Ya HussainaSeenon Mein Gham Ho Sar Pe Alam HoBarhta Qadam Ho Matam Na Kam HoChalta Rahe Ye Karwan Barhta Rahe Ye Karwan
Hussain Maula Ka Qafila HaiMajlis O Matam Ka Silsila HaiNabi Ke Ghar Ka Ye Tazkira HaiHussainiyat Ka Hami Khuda HaiYa Rasool Allah Ya Nabi AllahHum Sab Ke Aaqa Daaman TumharaHussainiyon Ka SayebaanChalta Rahe Ye KarwanHussain Ya Hussain Ya Hussain Ya HussainaSeenon Mein Gham Ho Sar Pe Alam HoBarhta Qadam Ho Matam Na Kam HoChalta Rahe Ye Karwan Barhta Rahe Ye Karwan
Hussain Ka Gham Zinda Rahay GaMatam Zamana Karta Rahay GaFarsh E Aza To Bichta Rahay GaHussaini Parcham Ooncha Rahay GaYe Azadari Ye Pursa DariGhar Ghar Hai Jari Giriya O ZariNoha Kunaan Hai Do JahaanChalta Rahe Ye KarwanHussain Ya Hussain Ya Hussain Ya HussainaSeenon Mein Gham Ho Sar Pe Alam HoBarhta Qadam Ho Matam Na Kam HoChalta Rahe Ye Karwan Barhta Rahe Ye Karwan
Kya Shan Ho Gi Iss Karwan KiJab Hon Gay Shamil Imam E MehdiSharf E Ziarat Ho Ga Hamen BhiMatam Bhi Ho Ga Majlis Bhi Ho GiHum Den Gay Pursa Karbobala KaHar Be Khata Ka Har Be Rida KaMaula Bhi Hon Gay DarmiyanChalta Rahe Ye KarwanHussain Ya Hussain Ya Hussain Ya HussainaSeenon Mein Gham Ho Sar Pe Alam HoBarhta Qadam Ho Matam Na Kam HoChalta Rahe Ye Karwan Barhta Rahe Ye KarwanHussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussaina