Nauha

Haider e Karrar

Nauha khwan: Nadeem Sarwar

Nadeem Sarwar " Haider e Karrar "

Ya Ali a.s Moula Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s(Ali a.s Ali a.s Moula Ali a.s Ya Ali a.s Ya Ali a.s) 2(Jaan-e-Chaman TuSheerin Sukhan TuRab Ka Dahan TuShah-e-Zaman Tu) 2(Ali a.s Ali a.s Moula Ali a.s Ya Ali a.s Ya Ali a.s) 2(Uski Duniya Ghulam Hoti Hai) 2, Jo Ali a.s Ka Ghulam Hota HayRang Haider a.s Ka Jis Pe Charh Jaaye, (Uska Mar Kar Bhi) 2 Naam Hota Hay(Ali a.s Ali a.s Moula Ali a.s, Ali a.s Moulana Ya Ali a.s) 2(Moula Moula Moula, Aliyun Waliullah) 2Haan, Sarkar Alamdar Do Aalam Ka MadadgaarHaider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.sPeero'n Main Mera Peer Zabardast Hai SakrarHaider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.sSarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.sPeero'n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.sShaaho'n Sey Bhi Aala Hain Tere Dar Key GadagarKartey Hain Ghulami Teri Duniya Key SikandarAala Hain Ameero'n Sey Faqeero'n Key MuqaddarJannat Key Hain Taajir Teri Dehleez Ke NoukarNara-e-Haidari a.s MoulaNara-e-Khaibari MoulaNara-e-Safdari MoulaNara-e-Qambari MoulaMeesum Ney Lagaya Hay Yehi Nara Sar-e-DaarHaider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.sSarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.sPeero'n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s(Moula Moula Moula, Aliyun Waliullah) 2Allah Ka Anmol Jo Shahkar Bana HayIslam Ka Aala Jo Alamdar Bana HayMushkil Main Jo Nabiyo'n Ka Madadgaar Bana HayWo Saarey Imamo'n Ka Jo Sardar Bana HayKul-e-Iman Hain MoulaDeen Ki Shan Hain MoulaShah-e-Mardaan Hain MoulaSher-e-Yazdaan Hain MoulaKehty Hain Nabbi s.a.w.w Apna Jissey Waris-e-DastarHaider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.sSarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.sPeero'n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.sSaadaat Ki Pur Azm Qayadat Main Ali a.s HaiShabbir a.s Ke Andaaz-e-Ibadat Main Ali a.s HaiSajjad a.s Ki Zainab s.a Ki Khitabat Main Ali a.s HaiAbbas a.s Key Parcham Ki Jalalat Main Ali a.s HaiAli a.s Asghar Main Bhi MoulaAli a.s Akber Main Bhi MoulaAal-e-At'har Main Bhi MoulaHaan Bahattar Main Bhi MoulaHai Pak Gharana Tera Islam Ka Mey'MaarHaider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.sSarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.sPeero'n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s(Moula Moula Moula, Aliyun Waliullah) 2Sarkar a.s Ye Sab Ap Ki Zoja s.a Ki Dua HayGhar Ghar Main Jo Ye Matamam-e-Sadaat Bapa HayHar Dil Terey Bacho’n Ka Aza Khana Bana HayAankhain Hain Najaf Dil Main Bassi Karb-O-Bala HaiHam Azadar Hain MoulaHam Wafadar Hain MoulaTerey Gham Khuwar Hain MoulaApp Sardar Hain MoulaSarkar Bana Lijiye Apna Hamain ZawwarHaider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.sSarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s(Shah-e-Mardaan Sher-e-Yazdaan Quwwat-e-ParwardigarLa Fata illa Ali a.s La Saif illa Zulfiqar) 2(BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAli a.s) 2Meri Har Fikar Main Har Soch Main Rehta Hai Ali a.sBeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAli a.sNoor Ban Ker Meri Aankho'n Main Chamakta Hai Ali a.sBeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAli a.sIshq Ban Kar Meri Saanso'n Main Samaya Hai Ali a.sMisl-e-Qur'an Merey Dil Main Dharakta Hai Ali a.sAbr-e-Rehmat Ki Tarha Mujh Pe Barasta Hai Ali a.s(Shah-e-Mardaan Sher-e-Yazdaan Quwwat-e-Parwardigar) 2La Fata illa Ali a.s La Saif illa ZulfiqarAli a.sAli a.sAli a.sAli a.sAli a.s Ali a.s Ali a.sAli a.s Ali a.s Ali a.sFatah-e-KhaiberAli a.s Ali a.s Ali a.sNafs-e-Payamber s.a.w.wAli a.s Ali a.s Ali a.sSaqi-e-KousarAli a.s Ali a.s Ali a.sNabiyo'n Ka YawarAli a.s Ali a.s Ali a.sWaliyo'n Ka RehbarAli a.s Ali a.s Ali a.sGohar-e-MimberAli a.s Ali a.s Ali a.sHai Sheyr-e-DilawarAli a.s Ali a.s Ali a.sMera Qoul O MuqadarAli a.s Ali a.s Ali a.sSahifa-e-FalakHaider a.s Haider a.sWazeefa-e-MalakHaider a.s Haider a.sHai Arsh-e-Ula TalakHaider a.s Haider a.sShehanshah-e-NajafHaider a.s Haider a.sNuqta-e-Ba SharafHaider a.s Haider a.sSada Hai Har TarafHaider a.s Haider a.sMoula MoulaAli a.s Ali a.s Ali a.sMoula MoulaAli a.s Ali a.s Ali a.sMoula MoulaAli a.s Ali a.s Ali a.sAli a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s Ali a.s

Recite this kalaam in BAYAAZ

Distraction-free reading, offline access, and synced majlis sessions where everyone follows the same line.

Get the app