Nauha

Haider Haider Haider

Nauha khwan: Farhan Ali Waris

Haider Haider Haider Haider Haider Haider

Man Kuja Haider Kuja

Fatah E Khaibar Rooh E Payambar Mani E Kausar HaiderQibla E Aalam, Kaaba O Zam Zam, Mahram O Mahram HaiderNaimal Ameeri Khum E Ghadeeri Sheeren Daleerin HaiderIs My To Takbeer Quwat E Shamsheer Aya E Tatheer Haider

Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula

Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula

Haider Haider Haider

Rukhsar Tery Subhani Aqwal Tery QuraniAllah Ka Tu Chehra Hai Andaz Tery RehmaniToheed Sy Kaisa Rishta Yeh Bat Agar Na ManiAli Dast E Khuda Ali Mushkil Kusha HaiNabi Ka Jaan Nasheen Hai Ali Haq Aashna Hai

Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Wajib Hai Wilayat Teri Quran Mein Midhat TeriJinnat Farishty Insan Har Dill Py Hakoomat TeriMashoor Khazana Tera Mashoor Sakhwat TeriTu Hi Behr E Sakhawat Tu Hi Shah E WilayatShajar Dariya Sitaray Karen Teri Ita’at

Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Ali Sultan E Aalam Ali Sardar E AdamAli Noor E Elahi Ali Mehboob E KhatimAli Shah E Wilayat Ali Jan E RisalatAli Mehr E Imamat Ali Behr E SakhawatAli Aaqa Ali Maula Ali Taskeen E PayghambarAli Kaaba Ali Qibla Ali Masjid Ali MimbarAli Murshid Ali Hadi Ali Quaid Ali RehbarAli Shafi Ali Kafi Ali Zam Zam Ali KosarAli Eesa Ali Moosa Ali Khizar O Ali YahyaAli Hakim Ali Aadil Ali Jannat Ali ToobanAli Data Ali Mehrza Ali Ashraf Ali MolaImam E Mashrik O Maghrib Sharif E Yasrab O BathaAmeen E Wahi E Payghambar Imam E Masjid E AqsaAleem O Aalim E Asrar E Subhanallah Zi AsraAli Wali Ali Aali Ali Maula Ali AalaAli Maula Ali Maula Ali Maula

Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Ek Waqaiya Hijrat Ka Tareekh Ny Aisy LikhaKuffar Bhi Dhoka Khaye Ashab Ny Nah PehchanaMabood Ki Marzi Ly Li Us Rat Tu Aisa SoyaShab E Hijrat Ka Bistar Sab Hi Hairan O ShashdarYeh Sony Wala Banda Ali Hai Ya Payambar

Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Hai Kon Namazi Sooraj Bhi Gawahi Dy GaFuzto Ki Sada Mein Pinhaan Woh Raaz Bashar Na SamjhaIslam Ki Dolat Kya Hai Ek Zarb Teri Ek SajdaTery Ausaf Aisy Kisi Mein Bhi Na DekhyAlam Dy Dy Muhammad Khuda Talwar Bhaijy

Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Jo Ishq E Ali Mein Dooba Sooraj Ki Tarha Sy UbhraNadan Ko Dy Danai Yeh Ishq Safar Hai AisaJab Ishq Hunar Dikhlaye Pathar Ko Bana Dy HeeraAli Waris Hamara Ali Waris TumharaKahen Farhan O Waris Lagao Mil Ky Nahra

Dam Dam Ali Zam Zam Ali Har Dam Ali

Haider Haider Haider

Mann Kuja Haider Kuja

Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula Ya Ali Maula

Recite this kalaam in BAYAAZ

Distraction-free reading, offline access, and synced majlis sessions where everyone follows the same line.

Get the app