Nauha

Haider Maula

Nauha khwan: Nadeem Sarwar

Noha Khuwan:Syed Nadeem SarwarHAIDER (ASWS) Maula.. HAIDER (ASWS) Maula....4Haidariyam Qalandaram MastamBanda E MURTAZA ALI (ASWS) HastamPesh Waye Tamaam RindaanamKe Sage .....2 ...... Kue Shere YazdanamMaste Wilaye Haidaram Dum Hamadam Ya ALI (ASWS) .....2Tu Jehaze Dilbaram.....2Dumhamadam Ya AliHAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula—2

Jab Haq Se Karoge Pyaar To Kehna Padta Hai....2Dil Ishq Mein Ho Sarshar To Kehna Padta HaiHAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula ....2Jab Haq Se Karoge Pyaar To Kehna Padta Hai....2Noorullah (ASWS)Waliullah (ASWS)Asadullah (ASWS)Aynullah(ASWS)Aayatullahil Uzma Jaanam(ASWS)HAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula...3HAIDER (ASWS) Maula...4

Dooba Jo ALI (ASWS) Ke Jalwo'n Mein Ek Ajab Nazaara Dekha HaiHubdaar ALI (ASWS) Ke Baithe Hain Har Lab Pe ALI (ASWS) Ka Naara HaiMiqdad, Abuzar Jhoomte Hain Salman Qaside Padhta HaiSab Jaam Ali Ke Peete Hain Aur SAQIYE KAUSAR (ASWS) Maula HaiHo Aisa Sakhi Darbaar To Kehna Padta Hai...Dil Ishq Mein Ho Sarshar To Kehna Padta HaiHAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula...2Jab Haq Se Karoge Pyaar To Kehna Padta HaiDil Ishq Mein Ho Sarshar To Kehna Padta HaiNoorullah (ASWS)Waliullah (ASWS)Asadullah (ASWS)Aynullah(ASWS)Aayatullahil Uzma Jaanam(ASWS)HAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula...3HAIDER (ASWS) Maula...2

Yeh Sare Nazare Ishq Ke Hain Majlis Matam Sab Ishqe ALI (ASWS)Yeh Nauhakhwan Yeh Shaal E Azaa Hatho'n Mein Alam Sab Ishq E ALI (ASWS)Zawwaar Yeh Shah E Karbobala Yeh Jaho Hasham Sab Ishqe ALI (ASWS)Hamrah Namaaz K Farsh E Azaa Mazloom Ka Gham Sab Ishqe ALI (ASWS)Ho Lashkre Gham Tayyar To Kehna Padta HaiDil Ishq Mein Ho Sarshar To Kehna Padta HaiHAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula ..2Jab Haq Se Karoge Pyaar To Kehna Padta HaiDil Ishq Mein Ho Sarshar To Kehna Padta HaiNoorullah (ASWS)Waliullah (ASWS)Asadullah (ASWS)Aynullah(ASWS)Aayatullahil Uzma Jaanam(ASWS)HAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula...2HAIDER (ASWS) Maula...4Maste Wilaye Haidaram Dum Hamadam Ya Ali..2Tu Jahaze Dilbaram ...2 Damhamadam Ya ALI (ASWS)HAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula ...2HAIDER (ASWS) Maula....4

Na Chhed Malangan E HAIDER (ASWS) Inhen Inke Haal Pe Rehne DeInhe Dar Pe ALI (ASWS) Ke Jeene De Inhe Maula Maula Karne DeInhe Maula Maula Karne De.....Har Su Hain Maula Jalwagar Inka Deedar To Karne DeMahol Hai Saara Noorani Is Noor Ko Aur Nikharne DeJab Aisi Ho Sarkar To Kehna Padta HaiDil Ishq Mein Ho Sarshar To Kehna Padta HaiHAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula....2Noorullah (ASWS)Waliullah (ASWS)Asadullah (ASWS)Aynullah(ASWS)Aayatullahil Uzma Jaanam(ASWS)HAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula...2HAIDER (ASWS) Maula...2Maste Wilaye Haidaram Dum Hamadam Ya Ali..2Tu Jahaze Dilbaram ...2Dum Hamadam Ya ALI (ASWS)HAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula ...2HAIDER (ASWS) Maula....2

Mera Tan Man Dhan Mera Zauqe Sukhan Meri Jaan Jawani Ya HAIDER (ASWS)Mere Dil Mein Sadaa Jagmag Jagmag Mere Rab Ki Nishani Ya HAIDER (ASWS)Meri Rab Ki Nishani Ya HAIDER (ASWS) ...Mere Dum Mein Hai Dum ... Dum Goonj Rahi Awaaz E Qurani Ya HAIDER (ASWS)Haan Mere Badan Mein Bol Rahi Mere Khoon Ki Rawaani Ya HAIDER (ASWS)Mere Khoon Ki Rawaani Ya HAIDER (ASWS) ....Ho Itna Haseen Kirdar To Kehna Padta HaiDil Ishq Mein Ho Sarshar To Kehna Padta HaiHAIDER (ASWS) HAIDER (ASWS) Ya Maula ...2Jab Aisi Ho Sarkar To Kehna Padta HainDil Ishq Mein Ho Sarshar To Kehna Padta HaiAli Maula Ali Ya...

Sarkar Mere, Aaqa Mere, Aye Hadi O Rahbar Ya MaulaAye Shamse Wilayat, Mehre Wafa Aye Saqiye Kausar Ya MaulaMeri Sajda Jahar Singhar Yeh Dil Meri Rooh Ka Zewar Ya MaulaMeri Rooh Ka Zewar Ya Maula.............Meri Deed Nazaara Noor E Nazar.... Manzar Pase Manzar Ya MaulaMera Khwaabo Khyalo Wird Wazeefa Soch Ka Mehwar Ya MaulaHai Wirde Zabaa'n Maula Maula Mere Rooh Ka Langar Ya MaulaHAIDER (ASWS) Maula .....2Roohullah (ASWS)Iznullah (ASWS)Babullah (ASWS)Saifullah (ASWS)Baytullah (ASWS)Wajhullah (ASWS)Ahmed Ka Baradar ....HAIDER (ASWS) MaulaIMRAN (ASWS) Ka Dilbar ....HAIDER (ASWS) MaulaZAHRA (SAWS)Ka Shauhar ....HAIDER (ASWS) MaulaALLAH (SWT) Ka Lashkar ....HAIDER (ASWS) MaulaKabe Ka Naya Dar ....HAIDER (ASWS) MaulaNabiyon Ka Yawar ....HAIDER (ASWS) MaulaMaula E Kambar ....HAIDER (ASWS) MaulaSalman Ka Rehbar ....HAIDER (ASWS) MaulaAqa E Abuzar ....HAIDER (ASWS) MaulaKahe Malik E Ashtar ....HAIDER (ASWS) MaulaHum Tere Sanagar ....HAIDER (ASWS) MaulaHum Tere Naukar ....HAIDER (ASWS) MaulaKahe Saat Samandar ....HAIDER (ASWS) MaulaKahe Laal Kalandar ....HAIDER (ASWS) MaulaDam Mast Kalandar ....HAIDER (ASWS) Maula

Recite this kalaam in BAYAAZ

Distraction-free reading, offline access, and synced majlis sessions where everyone follows the same line.

Get the app