Noha Hussain ya hussain by nadeem sarwar
Ya Hussain……..Ya Hussain………Ya Hussain………Haaye……………….Chaa Gayi Shaam e Ghareeban e HaramAb Na Ghaazi Hai Na Ghaazi Ka AlamEk Beemar Hai Wo Bhi Lab e DumSaare Aalam Main Bapaa Hai MatamJal Chuke Kheme LayeenLoot Chuke Sar Se RidaDasht Main Aati HaiSaadat Ke Rone Ki Sada…Ya Hussain……..Ya Hussain………Ya Hussain………Haaye……………….Ya Hussain Kushta e Taigh e JafaaYa Hussain Sibt e Rasool e KhudaHaaye Sar Bar Sar e Naiza TeraDar Badar Le Gayi Fauj e AadamBe Kafan Laasha e BeSar hai Ghareeb e ZehraHai Badan Ghoron SePaamal Tera Wa Wela….Ya Hussain……..Ya Hussain………Ya Hussain………Haaye……………….Nainwaa Dasht e Bala KarbalaKion Hui Jor o Jafaa KarbalaKiya Thi Piyason Ki Khata KarbalaKuch Tou Kah Kuch Tou Bata KarbalaApne Mehmaan Pe Bandish e Paani Kion KarJis Ki Madar Ko MeharMain Mila Hauz e KausarYa Hussain……..Ya Hussain………Ya Hussain………Haaye……………….Ek Maqtal Main Baahtar LaasheBhaanje Bete Bhateeje PiyaasePaara Paara Hue Saare AiseAik Quraan ke Paare JaiseKhaak Udd Udd Ke ShaheedonKa Kafan Banti ThiKhulud Se Fatima ZehraKi Sadaa Aati Thi..Ya Hussain……..Ya Hussain………Ya Hussain………Haaye……………….Ek Taraf Behta Tha Darya e FuraatEk Taraf Piyaason Pe Mushkil Thi HayaatBaad e Shabeer Aseeron Ki Yeh RaatKaise Guzri Tann e Sajdaad Ke SathKoi Bhai Ko Koi Roti Thi Beton Ke LiyeBe Kasi Ye Thi Ke AansoNa The Aankhon Ke LiyeYa Hussain……..Ya Hussain………Ya Hussain………Haaye……………….Fatima Zehra Ye Deti Hain Ye Dua…Ta Qayaamat Rahe Ye Farsh e AzaaYunhi Aati Rahe Maatam Ki Sada…….Yunhi Aati Rahe Maatam Ki Sada..Ho Har Aik Lapp Pe Hussaini NauhaHashar Main Shah keAzaadaron Se Pursa LoongiMain Azaadaron Ko JannatKi Basharat DoongiYa Hussain……..Ya Hussain………Ya Hussain………Haaye……………….Alwida Laash e Ghareeb e GhurbaaAlwidaa Laash e Jamee o ShuhdaaaAlwidaa Be Kafan o Be WatanaaAlwidaa Aal e Ghareeb ZehraZindagi Hai Tu Ye SeeneHain Aansu HaazirWerna Moula Hamara Hai Salaam e Aakhir…Ya Hussain……..Ya Hussain………Ya Hussain………Haaye……………….Karte Sarwar o Rehan Dua…Hum Se Raazi Hon Janab e ZahraaDil Ki Dhadkan Main Hai Matam Ki Sada….Dil Ki Dhadkan Main Hai Matam Ki Sada…Saare Aalam Main Biche Farsh e AzaaNasal Dar Nasal YeMaaam ye Azaadar RahenPanjtan e Paak SadaaInke Madadgaar RahenYa Hussain……..Ya Hussain………Ya Hussain………Haaye……………….