Ja Ali Asghar Ja
Aashoor Ke Din Ali Asghar KoMaa Ro Ro Ker Samjhaati HaiTujhe Aakhri Jung Larna Hai
Tujhe Laaj Meri Rakhna HaiTujhe Baba Sang Jana HaiTujhe Aakhri Jung Larna Hai
Is Din Ke Liye Hi Maa TeriTujhe Karbobala Me Layi ThiIs Din Ke Liye Hi BetaTujhe Naaz Se Maa Ne Pala HaiTujhe Aakhri Jung Larna HaiJa Ali Asghar JaAashoor Ke Din Ali Asghar KoMaa Ro Ro Ker Samjhaati HaiTujhe Aakhri Jung Larna Hai
Tu Maa Ka Rajdulara HaiTu Sab Ki Aankh Ka Taara HaiTu Shere Khuda Ka Pota HaiTera Naam Ali Hai BetaTujhe Aakhri Jung Larna HaiAashoor Ke Din Ali Asghar KoMaa Ro Ro Ker Samjhaati HaiTujhe Aakhri Jung Larna HaiTujhe Laaj Meri Rakhna HaiTujhe Baba Sang Jana HaiTujhe Aakhri Jung Larna Hai
Aa Laal Tere Kapde BadloonMaqtal Ke Liye Tayyar KaroonAa Chehra Choom Lun TeraJee Bhar Ke Dekh Lun BetaTujhe Aakhri Jung Larna HaiJa Ali Asghar JaAashoor Ke Din Ali Asghar KoMaa Ro Ro Ker Samjhaati HaiTujhe Aakhri Jung Larna Hai
Kabhi Goud Main Zainab Leti HaiKabhi Payar Sakina KartiKhaimon Me Shor Hai BarpaTu Sabki Dua Leta JaTujhe Aakhri Jung Larna HaiAashoor Ke Din Ali Asghar KoMaa Ro Ro Ker Samjhaati HaiTujhe Aakhri Jung Larna HaiTujhe Laaj Meri Rakhna HaiTujhe Baba Sang Jana HaiTujhe Aakhri Jung Larna Hai
Maidaan Mein Ali Ban Kar JanaBaba Ki Nusrat FarmanaShabbir Ka Tu Hai BetaAbbas Chacha Hai TeraTujhe Aakhri Jung Larna HaiJa Ali Asghar JaAashoor Ke Din Ali Asghar KoMaa Ro Ro Ker Samjhaati HaiTujhe Aakhri Jung Larna Hai
Har Maa Ne Di Qurbani HaiTujhe Meri Laaj Nibhani HaiJab Zalim Teer ChalayeBaba Ko Na Lagne PayeTujhe Aakhri Jung Larna HaiAashoor Ke Din Ali Asghar KoMaa Ro Ro Ker Samjhaati HaiTujhe Aakhri Jung Larna HaiTujhe Laaj Meri Rakhna HaiTujhe Baba Sang Jana HaiTujhe Aakhri Jung Larna Hai
Haye, Ja Ali Asghar JaTujhe Aakhri Jung Larna HaiHaye, Ja Ali Asghar Ja