Nauha

Janam Ya Hussain

Nauha khwan: Nadeem Sarwar

Noha Khuwan:Syed Nadeem Raza Sarwar

Maula Ya Hussain!!!Maula Ya Hussain!!!Ya Hussain.. Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Maula Ya Hussain!!!Maula Ya Hussain!!!Ya Hussain.. Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Hussain ka jo sog hai na khatm hoga ba khuda..(2)Moharram o safar na ho to ghum na hoga saath kya?..(2)zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhizindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhi..(2)Baadshah hamara Ya Hussain.. HussainJanam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, HussainJanam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain

Maula awaaz do, hume parwaaz dohum azadaro ki taqdeer jaga doaapka saath ho aapki baat hodil mera apna azakhana bana do

Maula Maula Hussain, Ya Maula Hussain..(2)zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhiBaadshah hamara Ya Hussain.. Hussain

Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, HussainJanam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain

Zinda wafadari rahe, farshe azadari rahetujhpe jiye, tujhpe marenaukri ye chalti rahehum rahe na rahe, hum jiye na jiyehum chale ya rukeis jaha'n ke saath bhi, is jaha'n ke baad bhi..(2)Baadshah hamara Ya Hussain.. HussainJanam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, HussainJanam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain

Badshah, badshah, badshah Ya Hussain..(2)zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhiBaadshah hamara Ya Hussain.. Hussain

Tera ye ghum saath rahe, tera karam saath rahechalte rahe ehle azaa, aur alam saath rahehar qadam dum-badam, saath ho tera ghumkarbala ki qasamdhadkano ke saath bhi, dhadkano ke baad bhi..(2)Baadshah hamara Ya Hussain.. HussainJanam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, HussainJanam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain

Maula awaaz do, hume parwaaz dohum azadaro ki taqdeer jaga doaapka saath ho aapki baat hodil mera apna azakhana bana do

Maula Maula Hussain, Ya Maula Hussain..(2)zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhiBaadshah hamara Ya Hussain.. Hussain

Maula mere dil ki sada, maang raha hu ye duamaula tere naam rahe, jeena mera marna meraAye khuda, sun sada, hai yehi iltejaatu dikha karbalais dua ke saath bhi, is dua ke baad bhiBaadshah hamara Ya Hussain.. HussainJanam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, HussainJanam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain

Badshah, badshah, badshah Ya Hussain..(2)zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhiBaadshah hamara Ya Hussain.. Hussain

Aaqa shahe karbobala, tune bada kaam kiyadeen pe sab waar diya, phir bhi tera sar na jhukaghar diya, sar diya, bach gaya la ilaahsaj gayi karbalakarbala ke saath bhi, karbala ke baad bhi..(2)Baadshah hamara Ya Hussain.. HussainJanam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, HussainJanam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain

Maula awaaz do, hume parwaaz dohum azadaro ki taqdeer jaga doaapka saath ho aapki baat hodil mera apna azakhana bana do

Maula Maula Hussain, Ya Maula Hussain..(2)zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhiBaadshah hamara Ya Hussain.. Hussain

Jeete raho ehle azaa, dil mein rahe karbobalashaad raho chalte raho, pehne hue shale azaahai dua, ho sadaa, har jagah, ye azaaye sadaa ye nawaamajliso ke saath bhi, majliso ke baad bhi..(2)Baadshah hamara Ya Hussain.. HussainJanam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, HussainJanam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!Janam Ya Hussain..!!!.. Hussain, Hussain

Maula awaaz do, hume parwaaz dohum azadaro ki taqdeer jaga doaapka saath ho aapki baat hodil mera apna azakhana bana do

Maula Maula Hussain, Ya Maula Hussain..(2)zindagi ke saath bhi, zindagi ke baad bhiBaadshah hamara Ya Hussain.. Hussain

Nabi, Ali o Fatima, Hasan ke chayn Marhaba!Maula Maula Hussain, Ya Maula HussainKhuda ke noor, panjetan ke noor e ayn Marhaba!Maula Maula Hussain, Ya Maula HussainSada rahe ye silsila, na toote tujhse raabtatu dhadkano mein bus gaya, tu rooh mein sama gayatu dhadkano mein bus gaya, Hussain..tu rooh mein sama gaya, Hussain..lahu mein mere goonjta, Hussain..hamara hai ata pata, Hussain..Salam aashiq e KhudaSalam jaan e MustafaSalam qalb e MurtazaSalam rooh e FatimaSalam shah e karbalaGhareeb e NainawaGhareeb e FatimaGhareeb e MurtazaHussain Ya Hussain..(3)

Recite this kalaam in BAYAAZ

Distraction-free reading, offline access, and synced majlis sessions where everyone follows the same line.

Get the app