Nauha

Khuda Nigahdar

Nauha khwan: Nadeem Sarwar

Shabe Zarbate Mahe Ramzan,Ali (As) Ka Yeh Kehna Hai,Ye Zindagi Baad -E- Zehra (S.a.)Ba Khuda Shakista Hai,Aah Tere Baad Ay Zehra (S.a.),Mai Dil Soz - O- ShakistaMai Dil Zaar -O- Girafta

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zinda DarKhuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar

Yaa Ali (A.s.) .....(14)

Roz -O- Shab -E- VeeraniZindagi Ye Zindani

Ya Ali (A.s.)…..(3)

Roz -O- Shabe VeeraniZindagi Ye Zindani

Zindagi Ye Baad -E- Zehra (S.a.)Ba Khuda Nahi Kat Ti,Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zinda DarKhuda Nighe Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zindea Dar.....Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar.....

Yaa Ali (A.s.).....(4)

Haaye Dard -E- Dil MereJo Ali (A..s) Na Keh PaayaRaaz Woh Liye Dil MeinJa Raha Hai Ay DuniaKal Na Salooni SunugaKal Na Salooni KahungaMein Chala Sue Kirdigar

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zindea Dar.....Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar.....

Yaa Ali (A.s.).....(4)

Wo Ali (As) Hun Jungoo MeinJisne Maut Ko GheraFatima (Sa) Ki Furkat Mein Zabt Khogaya MeraHaaye Tere Baad Ay Zahra (S.a.)Haaye Veeran Hai DuniaMai Chala Suwe Kirdigar

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zindea Dar.....Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar.....

Yaa Ali (A.s.).....(4)

Haaye Fatima Zehra (S.a.),Sabr Kaisa Paaya ThaRaz Zakhmi Pehlu Ka,Mujhse Bhi Chupaya Tha,Mai Kabhi Bhool Na Paaye WohTer Pehlu ShakistaMai Chala Suwe Kirdigar

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zindea Dar.....Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar.....

Yaa Ali.....(4)

Is Sitam Ne Ay Zahra (S.a.)Kitna Mujhko RulwayaMai Ali (A.s.) Tha Aur TeraHaq Na Mai Dila PayaHaaye Tu Dukhtar -E AaqaAur Darbar Mein JaanaMai Chala Suwe Kirdigar

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zindea Dar.....Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar.....

Yaa Ali.....(4)

Aa Raha Hoon Ay Zahra (Sa)Mai Bhi Janib -E- ManzilKhuda Haafiz -O- NaasirMai Chala Suwe QatilKal Mera Aakhri KalmaFuz To Be Rabbil KabaMai Chala Suwe Kirdigar

Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -E- Shab Zindea Dar.....Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4)

Mai Chala Suwe Qatil, Mai Chala Suwe Haasil, Mai Chala Suwe Manzil, --2Mai Chala.

Recite this kalaam in BAYAAZ

Distraction-free reading, offline access, and synced majlis sessions where everyone follows the same line.

Get the app