Nauha

mazar e Fatima SA

Nauha khwan: Nadeem Sarwar

Mazar E Fatima s.a (Nadeem Sarwar)

Ya Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Haye… Dekho Mazar Fatima Kitna Udas HaiYa Mazlooma, Ya Masooma Ya ZahraYa Mazlooma, Ya Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Dekho Mazar Fatima Kitna Udas haiBs Ek Nishane Sang He Turat ke Pass HaiMehroom Chumnay Say bhi Har Haq Shenas HaiBoly Zaman Dy Ga Balla kya Jawab TuMashar Main Mustafa Ky Jab Aye Ga Roohbru

Ya Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya ZahraYa Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Haye Allah re Yah-fatima Zahra Ki BeybasiEk Shama Bhi Jalny Ko Ata Nahi KoiTanha Hai Ek Goshy Main Beti Rasool KiCharoo Tarf Madine Main Pheli Hai RoshniTooty Hue Mazar Say Lepti hai Beykasi

Ya Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya ZahraYa Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra – Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Boley Zamine Ka Tery Daman Mainn Kuch Na ThaZahra Ny Har Namaz Main Di Hai Tujy DuaTu Ek Tooti Qabar Hi Zahra Ko Dey SakaJab Dekhte Hein Ujri Hue Qabr e SyedaLagta Hai Jesy Dhoop Main Behti Hai Fatima

Ya Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya ZahraYa Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra – Ya Zahra….Ya Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Zahra Woi Ky Jis Ky Pissar hain Hassan HussainZahra Woi Ky Jis Ky hain Shohr Shahe HonainZahra Woi Ky Jis Ky Jo Dill E Pegambri Ka ChainAsia Luta ye Chian K Ghar Bar Lut GayaEk Dill Tha Fatima Ka Jo 100 Bar Kat Gaya

Ya Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya ZahraYa Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Hayeee Pehlu Main Apky Hein Hassan Zain Ul AbdeenBakhar bhai,aur Jafar e Sadiq bhi hain yahinHaye Kisi Ki Qabar Salamat Bhi Ab NahiMahshar Main Apna Dard Suanie Gai FatimaUmat Main Jo Keya Hai Bataie Gi Fatima

Ya Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya ZahraYa Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Gurbath Rasool zadi ki padhti hai MarsiyaHasrath se tak ta rehta hai roza Rasul kaAankhon mein Ashk cheeqte hain wah MohamadaFarshe Aza bichane ko Ajaye ye ImamZehra ka Gham manane ko ajayee Imam

Ya Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya ZahraYa Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Han Bibi Tumre Lal ke Ghamkavr Aye HainJane Kahan Kahan Say Azadar Aye HainNoha Sunane Ap Ky Zawar Aye HainYeh Aarzu Thi Ankon Sy Miti Lagye GainSocha Naw Tha Keh Fatia Parhe Naw Paye Gain

Ya Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya ZahraYa Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Zawar Chup Hai Sara Baqyia Udas HaiKarbobla Kamosh Madina Udas HaiHar Ek Nabi ka Chahny Wala Udas HaiBibi Ko Qabar Main bhi Sakoon Hai Na Chain HaiHaye Pasliyou Py Hath Zuban Per Hussain Hai

Ya Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya ZahraYa Mazlooma Ya ZahraYa Masooma Ya Zahra

Ya Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya ZahraYa Zahra Ya Zahra Ya Zahra

Recite this kalaam in BAYAAZ

Distraction-free reading, offline access, and synced majlis sessions where everyone follows the same line.

Get the app