Mesum Abbas"Meri Jan Akbar"
Haye Ali Akbar, Haye Ali AkbarBole Shabbir meri jaan AkbarKis ne maari tumhe sina Akbar
Jisme nazuk pe itne zakhm lageKhoon behta he tere seene seSochta hun ke kya bataungaKayse khayme me le ke jaungaPuch le gar tumhari maa AkbarKis ne maari tumhe sina AkbarWho pierced you with a spear, Akbar?
Sun rahe ho meri sada ko agarAnkhein kholo padar fida tum parDum hamara ukhar ne lagta heSaans mera bhi ruk ne lagta heTum jo le te ho hichkiyaan AkbarKis ne maari tumhe sina Akbar
Aysi halat jo dekh-ta hun meZakhm gin gin ke ro raha hun meKis ne barchi ka phall utaara heKis ne seene pe waar mara heKuch toh humse karo bayaan AkbarKis ne maari tumhe sina Akbar
Tum ne jab aakhri sada di thiMeri ankho me roshini na rahiAysa sadma he ye mere betaTum jo rahvaar se girey betaGir parha hum pe aasmaan AkbarKis ne maari tumhe sina Akbar
Baat ye bhi suno qayamat kiTere marne ki jab khabar he suniMujh ko Fizza ne ye bataya heGhar me Zainab ka dam nikalta heJaan dete ho tum yahaa AkbarKis ne maari tumhe sina Akbar
Tum bhi Meesum sada parho nauhayAur tum bhi Raza likho nauhaySoz e gham aur bhi siwa kijeSharf-e-maqbooliyat ata kijeHum tumhare he nauha khwan AkbarKis ne maari tumhe sina Akbar
Bole Shabbir meri jaan AkbarShabbir said, my beloved AkbarKis ne maari tumhe sina Akbar