Midhat E Haider (A.s.) Mere Lab Par Zara Aane To Do…..2Daad Mujhko Phir Tumhara Dil Agar Mane To DoMidhat E Haider (A.s.) Mere Lab Par Zara Aane To Do
Hosh Me Aajaiengi Fauran Sipahe Bad Sifat…..2Tum Mohibbane Ali (A.s.) Ko Josh Mein Aane To DoMidhat E Haider (A.s.) Mere Lab Par Zara Aane To Do
Khud Ba Khud Phirte Nazar Aaiengi Tufanon Ke Rukh…..2Tum Fiza Mein Parchame Abbas (A.s.) Lehrane To DoMidhat E Haider (A.s.) Mere Lab Par Zara Aane To Do
Kaun Roya Kaun Soya Sub Pata Chal JaiengaTum Shab E Hijrat Ka Kissa Humko Dohrane To DoMidhat E Haider (A.s.) Mere Lab Par Zara Aane To Do
Dekna Lo Kaisa Tawana Hoga Yeh Lagar MarizMajlis E Sheh (A.s.) Ka Tabarrukh Tum Ishekhane To DoMidhatE Haider (A.S.) Mere Lab Par Zara Aane To Do
Saaf Aaienga Nazar Maidan Ka Hadde NazarHazrat E Abbas (A.s.) Ko Maidan Me Aane To DoMidhat E Haider (A.s.) Mere Lab Par Zara Aane To Do
Daad Mujhko Phir Tumhara Dil Agar Mane To DoMidhat E Haider (A.s.) Mere Lab Par Zara Aane To Do