Ya Lisaratil Hussain (A.s.) .....3Ya Lisaratil Hussain (A.s.) .....4Mukhtar, Mukhtar, Mukhtar Zindabaad, Mukhtar Zindabaad!Ai Qasr-e-Inteqaam Ke.....
Ai Qasr-e-Inteqaam Ke Memaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar Zindabaad.....4Parcham Pe Ye Hussain (A.s.) Ke Likha Hai Bakhuda,Badla Khuda Ne Lena Hai Qatle Hussain (A.s.) Ka,
Yaani Hai Tu Khuda Ka.....Yaani Hai Tu Khuda Ka Madadgaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar Zindabaad .....4Haasil Us Se Bhi Baap Ke Jaisa Kamaal Hai
Taakat Tumhari Maalik-e-Ashtar Ka Laal HaiKya Muntakhib Kia Hai.....Kya Muntakhib Kia Hai Alamdaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar Zindabaad .....4
Cheda Nahi'n Ushe Jo Azadaar Mil GayaChhorha Nahi'n Jo Sheh Ka Gunaahagaar Mil GayaAisa Hi Hona Chahiye.....Aisa Hi Hona Chahiye Kirdaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!
Mukhtar Zindabaad .....4Shimr O Umar, Tufail, Ibn-e-kahil-e-shaqiIbn-e-numayr, Ibn-e-anas, Ibn-e-wajibiChun Chun Ke Tu Ne Maare.....
Chun Chun Ke Tu Ne Maare Gunaahagaar Zindabaad ZindabaadZindabaad!Mukhtar Zindabaad .....4Ghar Ghar Se Aa Rahi Hai Sada Ya Hussain (A.s.) Ki
Ab Tak Sadaayen Deti Hai Kufe Ki Har GaliTu Zindabaad Aur.....Tu Zindabaad Aur Teri Sarkaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar Zindabaad .....4
Munsif Bhi Khud Hai Khud Hi Tu Apna Wakeel HaiMaasoom Ki Khushi Tere Haq Mein Daleel HaiRaazi Hai Tujh Se.....Raazi Hai Tujh Se Aabid-e-beemaar (A.s) Zindabaad Zindabaad
Zindabaad!Mukhtar Zindabaad .....4Lamhe Nabi Ke Ghar Mein Kuchh Aaye Hain Chain KeChun Kar Jo Tu Ne Maare Hain Kaatil Hussain (A.s.) Ke
Mismaar Kar Di.....Mismaar Kar Di Zulm Ki Deewaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar Zindabaad .....4Mukhtar Naama Haq Ki Takallum Hai Daastaan
Khoon Mein Naha Ke Kehti Hai Kufe Ki Surkhiya'nChilla Raha Hai Shaam Ka.....Chilla Raha Hai Shaam Ka Akhbaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar, Mukhtar, Mukhtar Zindabaad!
Mukhtar, Mukhtar, Mukhtar Zindabaad!Ya Lisaratil Hussain (A.s.).....