Qasida

Na Puchhiye Ki Kya Husain Hai ? Kya Hussain Hai

Qasida khwan: Mir Hasan Mir

Manqabat by mir hasan mir.Na POochiye Keh Kya HUSSAIN (as) hAiKHUDA Key deeN Ka Na KHUDAHar Ibtada Ki Ibtada Karm Ki Inteha HUSSAIN (as) hAi

Karey jO kOii jO hUm-Sarii Kisi Ki Kya Majaal hAiJahaaN meiN Har Lehaaz Sey HUSSAIN (as) Be Misaal hAiYeh hO Chuka hAi Faisla Na kOii dOosra KHUDANa kOii dOosra HUSSAIN (as) hAi

Karo Gey Gar mUkhalifat Gham e HUSSAIN (as) Ki yahaaNwO HaShar hOga Hashar meiN Keh Al-Hafeez o Al-amaaNJahaaN Bhi ChUpney Jaao Gey KahieN Pey BaCh Na Pao GeyKeh Har Jaga Mera HUSSAIN (as) hAi

hAi Jis Ki Fikr KARBALA HUSSAIN (as) wO Demagh hAiYeh Panjtan Kii Anjuman Ka PanChwaaN Chiraagh hAiHASSAN (as) Ka Pehlay hUmSafar ALI (as) Ka dOosra PissarImaam Teesra HUSSAIN (as) hAi

HUSSAIN (as) Sey jO dOor hAi wO Sab GhamoN Sey ChOor hAiHUSSAIN (as)Key jO Pass hAi Gham e JahaaN Sey dOor hAiYeh Deen Jis Kii Dain hAi jO Zindagii Ka Chain hAiwO Sacha Qaafiya HUSSAIN (as) hAi

Qaza Key Baad Phir mUjhey Naii Hyaat Mil GaiiFishaar Sey Azaab Sey mUjhey Nijaat Mill GaiiSawaal Jab Kiya Gya hAi kOn Tera RahnUmatO maiN Ney Keh Diya HUSSAIN (as) hAi

wO Jis Ney Baandh Kar Hawa Jalla Diya bUjha DiyaZameeN kO Jis Ney Arsh Sey bUland Martaba DiyawO Jis Ney Kaaiyenaat Ka Nizaam Hii Badal DiyaiK Aisa mOujza HUSSAIN (as) hAi

Kisi kO hOsla Diya Kisi kO Bakhsh Dii SeharDiye Kisi kO Baal o Par Kisi kO Dey Diye PisarPukaar Banda Parwarii Lughat meiN Ehl e Ishq KiiMadad Ka TarjUma HUSSAIN (as) hAi

Sheed e KARBALA Ka Gham Jisey Bhi Na-Gawar hAiwO Bad Amal hAi Bad Naseeb Usii Pey Be-Shumaar hAiArey O dUshman e Azza tOo Mar Zara Qabar meiN JaPata Chaley Ga Kya HUSSAIN (as) hAi

Na POochiye Keh Kya HUSSAIN (as) hAiBena e La Aey La HUSSAIN (as) hAi

Recite this kalaam in BAYAAZ

Distraction-free reading, offline access, and synced majlis sessions where everyone follows the same line.

Get the app