Qasida

Nadeem Raza Sarwar

Main Kafir Hun .....8

Abu Jehlon (L.a.) Ka Dushman Hun Abu Talib (A.s.) Ka Zakir HunMain Kafir Hun….. 4

Nabi (S.a.w.w.) Se Ishk Kar Leta Hun Ali (A.s.) Se Pyar Rakhta HunKe Shehzadi (S.a.) Ke Dushman Se Azal Se Khar Rakhta HunAbu Zar Jis Pe, Chalte The, Ushi Reh Ka Musafir HunMain Kafir Hun…..4

Mera Mansab Gulami Hai Dare Aale Mohammed (A.s.) KiIshi Daheleez Par To Umr Guzi Hai Abo Jaad KiKoi Pal Ho Koi Lamha Ho, Main Is Dar Par Haazir HunMain Kafir Hun…..4

Mujhe Tum Se Musalma Hone Ka Fatwa Nahi DarkarSambhalo Apni Yeh Pagdi Sambhalo Apni Yeh DastarSanad De Di Muslma Hone Ki Kah Kar Manin Kafir HunMain Kafir Hun…..4

Tere Fatwon Aur Tujhko Ko Koi Khatir Main Laata HaiMain Mulla To Nahi Knyun Mujhko, Fatwon Se Darata HaiAli (A.s.) Ka Chahne Wala Hun, Aur Uspe Main Zakir HunMain Kafir Hun…..4

Tujhe Dunia Hain Pyari Aur Mujhe Duni Badal Na HiMujhe Malum Hai Kis Reh Se Bachna Kis Pe Chalna HaiTo Apni Raah Aalag Mai Kab Teri Reh Ka Musafir HunMain Kafir Hun…..4

Tu Kutchbhi Hai Teri Dastak Pe Mera Dar Nahi KhultaAli (a.s.) Se Bugz Jo Rakhta Hai Mai Uspar Nahi KhultaAli (A.s.) Ka Chaah Ne Wala Hai Jo Uspar Main Zahir HunMain Kafir Hun…..4

Mai Aashikk Hun Ali Ka Meri Chehre Se Jhalak Ta HaiZamana Mujmse Jalta Tha Zamana Mujhse Jal Ta HaiBabatin Bhi Wahi Hun Mai Ke Mai Jo Kuktch Bazahir HunMain Kafir Hun…..4

Nikal Kar Dekh Hujrese Zamana Woh Nahi Jo ThaHar Ek Lamha Tagayyur Ka Fasana Woh Nahi Jo ThaTu Insa Kehne Ke Laayak Nahi Hai, Mai To Kafir HunAbu Jhlon Ka Dushman Hun Abu Talib (A.s.) Ka Zakir HunMain Kafir Hun…..4

Recite this kalaam in BAYAAZ

Distraction-free reading, offline access, and synced majlis sessions where everyone follows the same line.

Get the app