Allah (S.w.t) Ho Allah(S.w.t.).....2Ya Mohammad (S.a.w.w.),Ya Ali (A.s.)Ya Sayeda (A.a.)Ya Mujtaba (A.s.)Ya Badshah E Karbala (A.s.)
Ya Maula (A.s.).....Ya Mushkil Kusha (A.s.) .....Ya Ali (a.s.) Mushkil Kusha.....2
Panjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2Sar Yahan Aakar Jhukane Ki Alag Hi Baat HaiPanjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2
Yun To Jannat Ki Giza Khud Bhi Tabarrukh Hai Magar.....2Nazr E Maula (A.s.) Keh Ke Khane Ki Alahg Hi Baat HaiPanjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2
Ishk E Haider (A.s) Ka Junoon Kehta Raha Behlol Se.....2Muft Me Jannat Lutane Ki Alag Hi Baat HaiPanjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2
Baad Takbeer O Risalat Mehfil E Shabbir(A.s.) Me.....2Haidri Nara Laga Ne Ki Alag Hi Baat HaiPanjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2
Ish Me Shabbir (A.s.) Takleed E Hur Karte Hue.....2Kashtiyan Apni Chalane Ki Alag Hi Baat HaiPanjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2
Lakh Hum Karte Rahe Mimbar Pe Haider (A.s.) Ki Sana.....2Daar Se Midhat Sunane Ki Alag Hi Baat HaiPanjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2
Yun To Har Mushkil Me Hi Aate Hai Maula (A.s.) Hai Yaken.....2Wakt E Aakhir Unke Aajane Ki Alag Hi Baat HaiPanjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2
Barsare Kirtas Akbar Manqabat Ki Shakl Me.....2Khuld Ke Nakshe Banane Ki Alag Hi Baat HaiPanjetan (A.s.) Ke Astane Ki Alag Hi Baat Hai.....2