Abal fazl - 8xAbal Fazl - 8x
Aye Qamar e Bani Hashim - 2xKar nazre karam HakimDete Hain Sada khadim - Abbas
Tu ibne Ali Hai Aalim ka Wali hai - 2xTu shah ka laskar Tu sher-jari hai
1. TUM KO ilahi se yadullah ne MangaBeta tumhen kehti Hain khud Fatima ZehraSaye Me rehte hain tere sayyed e walaTu sakina ka chacha haiTu Shehanshah e wafa haiMisle Ali Jaho Hasham - Abal Fazl
2. 8 Moharram ko mujhe Saqqa Bana KeGirwi Kiya Bandh ke Ek Dori Alam PeMa ne Kiya Maula Mujhe Tere HawaleChahe Dushman Ho ZamanaTu agar Sath Hai Maula Toot Nahi Sakta Bharam - Abal Fazl
3. Kisne Kaha teri ata Aam Hai MaulaTere Sakhawat me Bada Naam Hai MaulaBigdi Bana Dena Tera Kaam Hai MaulaSare Aalam ke nigehdarsaniye Haider e karrarKhas karo hum pe karam - abal fazl
Ali ibne Ali - 2x
Hazrat e abbas - Ali ibne AliAye Dil e hassas - Ali Ibne AliDeen ke almaas - Ali ibne AliRakhna hume paas - ALI ibne Ali
Saniye Haider Ali Ibne AliDeen ke Mewar Ali ibne AliBazu e sarwar ali ibne AliSher e dilawar
Ishq mera abal fazlRab be wafa Abal FazlUqda kusha abal fazlBaabe ata abal fazlMaula mera Abal Fazl
4. Kyu na khuda tumko pukaru mai wafa kaBazu juda ho gye kuch bhi nahi bolaZakhmi hui teer se jab mashq e sakinaBa khuda toot gayi aasKhak ke gir gaye AbbasKha gaya mashqeez e ka ghum - Abal Fazl
5. Pusht se rehwaar ki jab aaye zameen parMaula mere tumne nahi dekha palat karBudha usi pal me hua tera baradarEk Qayamat hui barpaAa gayin dasht me ZehraSheh ki kamar ho gyi kham - Abal Fazl
6. Meesum o Azlan Ye Ghazi ki Sada HaiGham Nahi Beghor o Kafan Lasha Mera HaiGham hai bada sar meri zainab ka khula haiHaan ALAMDAR hai zainabDeen ki Salar hai zainabAb na kaho rab ki qasam - Abal Fazl