Shareeke Dawate Islam Hai Abutalib (as) (4)
Nabi Ko Haq Ka, Ilham Hai Abutalib (as)Areem Me Wahi Me Ilham Hai Abutalib (as)Nuzule Wahi Ka Unwan Hai Abutalib (as)Yeh Chun Ke Laaie Jo Khunche Woh Phool Ho Jaaie, Phir Inki God Me Pal Kar Rasool (s) Ho Jaaie
Shareeke Dawate Islam Hai Abutalib (as) (2)
Rasool E Haq Ke Nigheban Hain Abutalib (as)Nabi Hai Deen To Eeman Hai Abutalib(as)Nuzule Wahi Ka Unwan Hain Abutalib(as)Bagair Lafzon Ka Quran Hain Abutalib(as)Inhi Ke Dam Se Hui Ibtedaie Bismillah, Inhi Ne Nukta Diya Zere Bya E Bismillah
Shareeke Dawate Islam Hai Abutalib (2)
Payambari Ki Balao Ka Rad Abutalib(as)Madad Khuda Ki Hai, Shakle Madad Abutalib(as)Nabi Ki Dhall Bane Gird O Kad Abutalib(as)Nishana Had Me Rasool Aur Jad Abutalib(as)Jidhad Inka Hai Pasmanzre Jihade Ali(as), Ali Hai Baad Me Inke Yeh Pehle Naade Ali(as)
Shareeke Dawate Islam Hai Abutalib (2)
Kahan Hai Tang Nazar Hum Se Bhi To Aankh MilaHai Inke Kufr Ka Daawa To Kutch Suboot Bhi LaKoi To Rasm Jihalat Ki Inke Ghar Me DikhaKe Buton Ke Aage Jhuka Inka Sar, Sar Apna JukhaKhuda Ke Noor Pe O Khakh Daal Ne Wale, Yeh Bukh Shikan Ko Hai Godi Me Paal Ne Wale.
Shareeke Dawate Islam Hai Abutalib (as) (2)
Rasool (s) Inka Bada Ehteram Karte TheSawabe Deen Se Tanzeem E Aam Karte TheSahar Ko Uthte Hi Awwal Yeh Kaam Karte TheInhe Naamaz Se Pehle Salam Karte TheAb Rasool (s) Aur Kisi Kafir Ko Youn Salami Hai, To Phir Zaroor Naboowat Me Koi Khami Hai
Shareeke Dawate Islam Hai Abutalib (as) (2)
Na Jaanchieye Yeh Riwayat Na Seeraton Ke HisarNabi Ki Aankh Se Dekhiye Ab Inhe EkbaarYeh Baargahe Risalat Me Aap Ka Tha WakarKe Pachad Kaa Ke Inhe Rooie Ahmed E MukhtarWoh Aame Huzn Bana In Ka Jub Risal Hua, Yeh Gam Raool Ke Ummat Me Ek Saal Hua
Shareeke Dawate Islam Hai Abutalib (as) (2)
Jo Marnewal Gar Iman Bhi Na Laaya ThaKya Rasool Ne Kafir Ka Gam Manaya ThaaKe Khud Bhi Roye The Auro Ko Bhi Rula ThaZaban Pe Wa Abata Bar Bar Aaya ThaJatadiya Tha Ke Jo Mohsine Risalat Hai,to Usko Rona Rulana Nabi Ki Sunnat Hai
Shareeke Dawate Islam Hai Abutalib (as) (2)