Lut Ky Jab Kafla Shireen Ky Maka’an Tak PohnchaNook E Neza Sy Yea Anay Lagi Mola Ki SadaWada Hua Wafa Ekk Sar Ny Di SadaShireen Main AgayaGhar Mera Lut GayaZainab Hai Be RidaShireen Main AgayaWada Hua Wafa Ekk Sar Ny Di SadaShireen Main Agaya
Kuch Dair Ky Liye Hai Tere Ghar Main Bus QayamJaldi Sy Kar Ghareeb Ki Majlis Ka EhtamamAye Hain Fatima Farsh E Aza BechaShireen Main AgayaWada Hua Wafa Ekk Sar Ny Di SadaShireen Main AgayaMaray Hain Sang Shehr Ky Logon Ny Is QadarBehnon Ky Sath Sath Hai Zakhmi Mera Bhi SarPechan Abb Zara Chehra Lahu BharaShireen Main AgayaWada Hua Wafa Ekk Sar Ny Di SadaShireen Main Agaya
Woh Keh Rahi Thi Bhai Mujhay Sharm AyegiShireen Ko Bint E Fatima Kya Mou Dikhaye GiZainab Hai Be Rida Ghar Ky Diye BujhaShireen Main AgayaWada Hua Wafa Ekk Sar Ny Di SadaShireen Main Agaya
Pairon Sy Meri Behnon Ky Kante Nikal LyWoh Dekh Gir Rahi Hai Sakina (sa) Sambhal LyLy Kar Tumhare Ghar Pyason Ka KaflaShireen Main AgayaWada Hua Wafa Ekk Sar Ny Di SadaShireen Main Agaya
Rukhsat Ky Din Ridain Di Thin Kis LiyeSar Nangay Meray Kunbay Ki Halat Sy Jaan LyAbb Waqt Agaya Lacha Daren Wo LaShireen Main AgayaWada Hua Wafa Ekk Sar Ny Di SadaShireen Main Agaya
Zakhmon Sy Chor Chehray Ko Pechanti To HoMehman Tum Hussain (as) Ko Abb Manti To HoBarh Kar Utaro Phir Nezay Sy Sir MeraShireen Main AgayaWada Hua Wafa Ekk Sar Ny Di SadaShireen Main Agaya
Barat Ly Ky Aya Hoon Karyal Jawan KiHalat Magar Ajeeb Hai Is Khandan KiDulha Ky Sath Hai Nezay Py Sar MeraShireen Main AgayaWada Hua Wafa Ekk Sar Ny Di SadaShireen Main Agaya
Tanay Tou Roz Sunti Thi Woh Bhool JayengeItnay Ameer Log Teray Ghar Kyun AyengeJao Un Sy Kehday Jab Nezay Py Hoon To KyaShireen Main AgayaWada Hua Wafa Ekk Sar Ny Di SadaShireen Main Agaya
Shireen Rida Sambhal Ky Dar Ki Taraf BarhenHaye Hussain (as) Keh Ky Takallum Woh Ro ParenZakhmi Labon Sy Jab Anay Lagi SadaShireen Main AgayaWada Hua Wafa Ekk Sar Ny Di SadaShireen Main Agaya