👆✌✊ JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)Kar to liya zulm QALANDAR(r.a.) ki Zameen parRok saka kon bhala ZIKR E QALANDAR(r.a.)
Agli sahar aai to duniya ne yeh dekhaPhir wohi Mela Wohi Nobat Wohi LangarBolo Bolo SAKHI SARDAR QALANDAR(r.a.) MASTALI(a.s.) ALI(a.s.) ALI(a.s.)
JHOOLAY LAL BOLOALI(a.s.) ALI(a.s.)SOHNRHA LAL BOLOALI(a.s.) ALI(a.s.)
Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.)JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen par
JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)LAL QALANDAR(r.a.)LAL QALANDAR(r.a.)MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.)
Phir se usi shan ka Mela yeh Saja haiSaray SHAHEEDON ka Lahoo Bol raha hai
Kehtay hain Saray LABBAIK QALANDAR(r.a.)JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.)JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)
Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen parJEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)LAL QALANDAR(r.a.)LAL QALANDAR(r.a.)
MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.)NAARON se phir se yeh sada goonj rahi hai
ISHQ E QALANDAR(r.a.) mein yeh nobat Jo baji haiWajd main Aai SHAM E QALANDAR(r.a.)JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.)
JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen parJEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)LAL QALANDAR(r.a.)
LAL QALANDAR(r.a.)MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.)
Jo hai Sag e koo e QALANDAR(r.a.) woh kahay gaZIKR E QALANDAR(r.a.) na ruka hai na rukay gaGao DHAMALEIN NAARA laga karJEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)
Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.)JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen parJEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)
LAL QALANDAR(r.a.)LAL QALANDAR(r.a.)MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.)
Nagri QALANDAR(r.a.) ki Malangon ki Zameen haiPARCHAM E GHAZI(a.s.) Kay Sabab aur Haseen haiKitna Haseen hai Aaj yeh Manzar
JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.)JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen par
JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)LAL QALANDAR(r.a.)LAL QALANDAR(r.a.)MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.)
Aaj bhi is dar pe Sanwartay hain MuqaddarJatay hain FARHAN sabhi Jholiyan Bhar Bhar
Kion na kahay phir Duniya se MAZHARJEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)Har gaya hai dushman(L.a.) e HAIDER(a.s.)JEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)
Saj gaya Mela SEHWAN ki Zameen parJEET GAYA LAL QALANDAR(r.a.)LAL QALANDAR(r.a.)LAL QALANDAR(r.a.)
MAST JHOOLAY LAL QALANDAR(r.a.)SHUKR E MOLA(j.j.)(s.a.w.w.)(a.s.) O BIBI(s.a.)MANQABAT KHUWAN: SYED FARHAN ALI WARIS