Baba Mere Baba ..... (4)
Baba Mere Baba.....Teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai....
Hai Baba .....teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi HaiTeri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai
Kaise Darwaza Hatau, Kaise Mohsin (as) Ko BachaunSaans Seene Me Ruki Hai
Hai Baba .....teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi HaiTeri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai
Hath Me Jiske Mera Hath Diya Tha TumneKehke Mankunto Jise Maula Kaha Tha TumneMaine Har Mod Pe Baba Sath Uska Hai NbhayHaan Mera Juram Yahai Hai.....
Teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi HaiHai Baba .....teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai
Teri Ummat Ne Bana Di Hai Yeh Haalath BabaKoi Pasli Bhi Nahi Meri Salamat BabaSaans Leti Hum Main Jis Dam, Ghut Ne Lagta Hai Mera DamSirf Marne Ki Kami Hai.....
Teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi HaiHai Baba .....teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai
Kabhi Darbar Me Peshi Ko Bulate Hai HumainKabhi Darwaze Pe Aa Aake Satate Hai HumainMere Yeh Phool Se Bacche Pooch Te Hai Yehi MujhseKya Khata Ham Se Hui Hai.....
Teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi HaiHai Baba .....teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai
Sharm Aati Hai Bhala Tum Ko Bataun KaiseYeh Tamachon Ke Nisha Tum Ko Dikha Un KaiseTum Na Pehchan Sakon Ge Dekh Kar Mujhse Kahon GeKya Meri Zehra (sa) Yehi Hai.....
Teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi HaiHai Baba .....teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai
Yeh Aziat Yeh Khanoshi Nahi Dekhi JaatiMujhse Tanahi Ali (as) Ki Nahi Dekhi JatiTera Paygam Suna Ne, Haq Wilayat Ka BataneZehra (sa) Ghar Ghar Gai Hai.....
Teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi HaiHai Baba .....teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai
Aap Ke Shog Me Tarikh Na Dekha Gaya GharAag Darwaze Pe Ummat Ne Laga Di AakarBaba Jaan Baad Tumhare Dekhiye Ghar Me HamareRaushni Kaise Hui Hai.....
Teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi HaiHai Baba .....teri Zehra (sa) Pe Musibat Ki Ghadi Hai
Kabre Zehra (sa) Se Takalum Yeh Sada Aati HaiKitni Sadion Se Mere Kabr Pe Veerani HaiPhool Turbat Pe Chadha Ne Ke Diya Laa Ke Jala NeKya Medine Me Koi Hai