Qasida

Wo Wafadar Nahi Ho Sakta

Hai PAYAMBER (S.a.w.w.) Ka Madadgar

Jo Hai SARWAR (A.s.) Ka Azadar

Hai PAYAMBER (S.a.w.w.) Ka Maadgar

Jo Hai SARWAR (A.s.) Ka Azadar......

Jo Azadar Nahi Jo Sakta ......3

Jo Azadar Nahi Ho Sakta...... 2

Wo Wafadar Nahi Ho Sakta

Ran Me Abbas (A.s)Ne Khat Kheich Diya....4

Ab Koi Par Nahi Ho Sakta

Jo Azadar Nahi Ho Sakta...... 2

Wo Wafadar Nahi Ho Sakta

Mera Dawa Hai Azadar E HUSSAIN (A.s)....4

Kabhi Gaddar Nahi Jo Sakta

Jo Azadar Nahi Ho Sakta...... 2

Wo Wafadar Nahi Ho Sakta

Padh Ke Tum Nade ALI (A.s) War Karo ......4

War Bekar Nahi Hi Sakta

Jo Azadar Nahi Ho Sakta...... 2

Wo Wafadar Nahi Ho Sakta

Sheikh Ji Dur Se Bhi Jannat Ka.......4

Tumko Didar Nahi Ho Sakta

Jo Azadar Nahi Ho Sakta...... 2

Wo Wafadar Nahi Ho Sakta

Ghame SHABBIR (A.s. ) Me Bin Roye Hue.....4

Zahen Bedar Nahi Ho Sakta

Jo Azadar Nahi Ho Sakta...... 2

Wo Wafadar Nahi Ho Sakta

Qatile Sheh Ka Koi Rishtedar.....4

Taziadar Nahi Ho Sakta

Jo Azadar Nhi Ho SAkta...... 2

Wo Wafadar Nahi Ho Sakta

Sheh Ke Beemar Pe Rone Wala......4

Kabhi Bemar Nahi Ho Sakta

Jo Azadar Nahi Ho Sakta...... 2

Wo Wafadar Nahi Ho Sakta

Karwa Madhe ALI(A.s)Ka Nayab .......4

Sust Raftar Nahi Hi Sakta

Jo Azadar Nahi Ho Sakta

Wo Wafadar Nahi Ho Sakta ..

Recite this kalaam in BAYAAZ

Distraction-free reading, offline access, and synced majlis sessions where everyone follows the same line.

Get the app