Ya Imam e Raza....x4Ya Imam e Raza....x3
Har nafas har ghadi mere dil se yahi arahi hai sadaYa Imam e Raza....x3
Teri azmat pe bhala kyu na dalalat bantaSher qaalin ka kistarha na zinda hotaHai haqiqat yahiTeri marzi me hiHai khuda ki RazaYa Imam e Raza....x6
Ghair mumkin ko yu hote hue dekha mumkinJaagti aankho se jannat me guzare kai dinUsko kya ho yaqee'nJisne dekha nahiKabhi rauza teraYa Imam e Raza....x6
Waqt kaisa yeh mere zehen me aya hai abhiJaise gehware ne fitrus ko shifa baati thiWaise hi rozo shabBaat ta hai shifaTera sehne shifaYa Imam e Raza....x6
Ab ki mash'had se jo palta hu to mere mohsinSaans lena mujhe achha nahi lagta lekinPhir bhi hai ye suku'nMai kahi bhi rahuDil wahi hai meraYa Imam e Raza....x6
Kaise samjhega zamana tere naukar ki hadei'nTere maaruf ne baandhi hai samandar ki hadeiBadhte toofaan kaRukh badalta gayaUsne jab di sadaYa Imam e Raza....x6
Waqt kaisa yeh mere zehen me aya hai abhiJaise gehware ne fitrus ko shifa baa'nti thiWaise hi rozo shabBaat ta hai shifaTera sehne shifaYa Imam e Raza....x6
Punchne haal nakirain jab aaye meraMaine dohraya jawaban jo qasida teraWujd me aake phirWo bhi kehne lageMai bhi kehne lagaYa Imam e Raza...x6
Ya sari ar Reza.....x6Ya Imam e Raza...
Meri iswaqt tere dar pe nazar hai maulaAur tujhe meri musibat ki khabar hai maulaDur uftaad karMeri imdaad karTu hai mushkil kushaYa sari ar Reza.....x3Ya Imam e Raza...
Ilteja aapse karta hu Imam e hashtumUnke sadqe me jinhe kehte hai Masooma e QumJo pareshan haiJald kar dijiyeUski haajat rawaYa Sari ar Reza.....x3Ya Imam e Raza...
Jeete jee jaan se apni mai guzar jaungaJald mash'had na bulaoge to marjaungaAi Imam e GhareebTum ho mere tabeebJald kardo dawaYa Sari ar Reza.....x3Ya Imam e Raza...
Apne is MIR ko anmol banade MaulaMujhko is daur ka behlol banade MaulaMai azaadar huKafsh bardaar huTere khuddaam kaYa Imam e Raza...x6