Yeh Jitne Shah O Tawangar Dikhaie Dete Hai……2Subhi Husain (A.s.) Ke Naukar Dikhaie Dete HaiYeh Jitne Shah O Tawangar Dikhaie Dete Hai……
Pukarti Hai Sakhawat Woh Dar Husain (A.s.) Ka Hai…..2Jahan Fakir Kalandar Dikhaie Dete HaiYeh Jitne Shah O Tawangar Dikhaie Dete Hai…..
Husain (A.s.) Tere Sipahi Ajeeb Shaan Ke Hai…..2Sub Apni Zaat Mein Lashkar Dikhaie Dete HaiYeh Jitne Shah O Tawangar Dikhaie Dete Hai…..
Nishan E Matam E Zanzeer O Hathkadi Bedi…..2Huruf E Ishk Ke Zewar Dikhaie Dete HaiYeh Jitne Shah O Tawangar Dikhaie Dete Hai…..
Ali (A.s.) Ke Dar Ke Gadagar Bhi Moajizagar Hai…..2Fakir Ho Ke Abuzar Dikhaie Dete HaiYeh Jitne Shah O Tawangar Dikhaie Dete Hai…..
Kahin Zameen Pe Farishte Nazar Nahi Aate…..2Magar Husain (A.s.) Ke Dar Par Dikhaie Dete HaiYeh Jitne Shah O Tawangar Dikhaie Dete Hai…..
Zameen Ne Jo Gam E Sheh (A.s.) Bahaie Hai Aansun…..2Wahi To Hai Jo Samandar Dikhaie Dete HaiYeh Jitne Shah O Tawangar Dikhaie Dete Hai…..
Na Jane Kis Se Bani Hai Yeh Khak E Karbobala…..2Yahan Ke Zarrre Bhi Gohar Dikhaie Dete HaiYeh Jitne Shah O Tawangar Dikhaie Dete Hai…..
Chamakte Chand Sitare Falaq Ke Seene ParNukosh E Matam E Sarwar (A.s.) Dikhaie Dete HaiYeh Jitne Shah O Tawangar Dikhaie Dete Hai…..