zindaan main sakina aabid say keh rahi haidam ghuT raha hai bhaiya yeh raat aaKhri hai
jala maera kurta chinae gooshwaraysitam gar nay mujh ko tamachae hain maaraysatatae hain mujh ko yeh baba kae qatilyeh dukhiya dukhi aur kis ko pukaraebaba kae qatiloon say her giz qafan na laenahae yeh maeri wasiyaat khowahish maeri yehi hae
sakina pae bhaiya kaThan yeh hui haiaseeri jo mujh per musibat baRi haiwatan yaad aata hai bhaiya chalo gharmadinae ki rahoon pae sughra khaRi haiher shaam yeh parindae jaatae hain apnae ghar kokub jaoon gi watan main ro kar wo poochti hai
zameen par main zindaan ki sooteen hoon babamain ashkoon sae daman bhi dhooti hoon babakhudara mujhae paas apnae bulalojuda ho kae tum sae main roti hoon babasadiyan guzar chukeen hain ab bhi her aik mohib kozindan say siskiyoon ki aawaaz aa rahi hai